Question Category

About the illness ( بیماری کے بارے میں )

What is the relaxation Allah has given for Sick people at the time of Hajj?

اللہ نے بیمار لوگوں کے لئیے حج میں کیا رعایت دی ہے؟

Surah Al-Baqarah: 2 - Ayah: 196
Arabic
وَاَتِمُّوا الۡحَجَّ وَالۡعُمۡرَةَ لِلّٰهِؕ فَاِنۡ اُحۡصِرۡتُمۡ فَمَا اسۡتَيۡسَرَ مِنَ الۡهَدۡىِ​ۚ وَلَا تَحۡلِقُوۡا رُءُوۡسَكُمۡ حَتّٰى يَبۡلُغَ الۡهَدۡىُ مَحِلَّهٗ ؕ فَمَنۡ كَانَ مِنۡكُمۡ مَّرِيۡضًا اَوۡ بِهٖۤ اَذًى مِّنۡ رَّاۡسِهٖ فَفِدۡيَةٌ مِّنۡ صِيَامٍ اَوۡ صَدَقَةٍ اَوۡ نُسُكٍۚ فَاِذَآ اَمِنۡتُمۡ فَمَنۡ تَمَتَّعَ بِالۡعُمۡرَةِ اِلَى الۡحَجِّ فَمَا اسۡتَيۡسَرَ مِنَ الۡهَدۡىِ​ۚ فَمَنۡ لَّمۡ يَجِدۡ فَصِيَامُ ثَلٰثَةِ اَيَّامٍ فِى الۡحَجِّ وَسَبۡعَةٍ اِذَا رَجَعۡتُمۡؕ تِلۡكَ عَشَرَةٌ كَامِلَةٌ  ؕ ذٰ لِكَ لِمَنۡ لَّمۡ يَكُنۡ اَهۡلُهٗ حَاضِرِىۡ الۡمَسۡجِدِ الۡحَـرَامِ​ؕ وَاتَّقُوا اللّٰهَ وَاعۡلَمُوۡٓا اَنَّ اللّٰهَ شَدِيۡدُ الۡعِقَابِ‏
English
Complete Hajj and 'Umrah for Allah. And if you are prevented from doing so, then make the offering which is available to you, and do not shave your heads until the offering reaches its appointed place.If any of you should have to shave your head before that because of illness, or injury to the head, then you should make redemption by fasting, or almsgiving, or ritual sacrifice. And when you are secure, then he who avails of 'Umrah before the time of Hajj shall give the offering he can afford; and if he cannot afford the offering, he shall fast for three days during Hajj and for seven days after he returns home; that is, ten days in all. This privilege is for those whose families do not live near the Holy Mosque. Guard against violating these ordinances of Allah and be mindful that Allah is severe in chastisement.
Urdu
Allah ki khushnudi ke liye jab hajj aur umra ki niyat karo to usey poora karo aur agar kahin ghir jao (detained/prevented) to jo qurbani muyassar aaye Allah ki janaab mein pesh karo aur apne sarr na mundo(shave) jabtak ke qurbani apni jagah na pahunch jaye, magar jo shaks mareez ho ya jiske sarr mein koi takleef ho aur is bina par apna sar mundwa le to usey chahiye ke fidiye ke taur par roze rakkhey ya sadaqa de ya qurbani karey, phir agar tumhein aman naseeb ho jaye (aur tum hajj se pehle Makkah pahunch jao), to jo shaks tum mein se hajj ka zamana aane tak umra ka faiyda uthaye woh hasb-e-maqdoor (can afford) qurbani dey,aur agar qurbani muyassar na ho to teen roze hajj ke zamane mein aur saat ghar pahunch kar, is tarah poorey dus roze rakhle, yeh riayat un logon ke liye hai jinke ghar baar masjid e haraam ke kareeb na hon. Allah ke in ehkam ki khilaf-warzi se bacho aur khoob jaan lo ke Allah sakht saza dene wala hai