Urdu
Usi ke paas gaib ki kunjiyan hain jinhein uske siwa koi nahin jaanta, bahr o barr (land and in the sea) mein jo kuch hai sabse woh waqif hai, darakht se girne wala koi patta aisa nahin jiska usey ilm na ho, zameen ke tareek (dark) pardon mein koi dana (grain) aisa nahin jissey woh bakhabar na ho, khusk o tarr (green or dry) sab kuch ek khuli kitab mein likha hua hai