Question Category

Haram & Halal ( حرام و حلال )

Can a practicing Muslim make beautiful things and pure food Haram on himself?

کیا ایک باعمل مسلمان خوبصورت چیزوں کو اور پاک کھانے کو خود سے اپنے اوپر حرام کرسکتا ہے؟

Surah Al-An'am: 6 - Ayah: 118
Arabic
فَـكُلُوۡا مِمَّا ذُكِرَ اسۡمُ اللّٰهِ عَلَيۡهِ اِنۡ كُنۡتُمۡ بِاٰيٰتِهٖ مُؤۡمِنِيۡنَ‏ 
English
If you believe in the signs of Allah, eat (the flesh) of that over which Allah's name has been pronounced.
Urdu
Phir agar tumlog Allah ki aayat par iman rakhte ho to jis jaanwar par Allah ka naam liya gaya ho uska gosht khao
Surah Al-An'am: 6 - Ayah: 119
Arabic
وَمَا لَـكُمۡ اَلَّا تَاۡكُلُوۡا مِمَّا ذُكِرَ اسۡمُ اللّٰهِ عَلَيۡهِ وَقَدۡ فَصَّلَ لَـكُمۡ مَّا حَرَّمَ عَلَيۡكُمۡ اِلَّا مَا اضۡطُرِرۡتُمۡ اِلَيۡهِؕ وَاِنَّ كَثِيۡرًا لَّيُضِلُّوۡنَ بِاَهۡوَآٮِٕهِمۡ بِغَيۡرِ عِلۡمٍ​ؕ اِنَّ رَبَّكَ هُوَ اَعۡلَمُ بِالۡمُعۡتَدِيۡنَ‏
English
And how is it that you do not eat of that over which Allah's name has been pronounced even though He has clearly spelled out to you what He has forbidden you unless you are constrained to it? Many indeed say misleading things without knowledge, driven merely by their lowly desires. But your Lord knows well the transgressors.
Urdu
Aakhir kya wajah hai ke tum woh cheez na khao jispar Allah ka naam liya gaya ho, halaanke jin cheezon ka istemal halat e iztarar (forbidden you unless you are constrained to) ke siwa dusri tamaam haalaton mein Allah ne haraam kardiya hai unki tafseel woh tumhein bata chuka hai, bakasrat logon ka haal yeh hai ke ilm ke bagair mehaz apni khwahishat ki bina par gumraah-kun baatein karte hain, in hadd se guzarne walon ko tumhara Rubb khoob jaanta hai
Surah Al-A'raf: 7 - Ayah: 32
Arabic
قُلۡ مَنۡ حَرَّمَ زِيۡنَةَ اللّٰهِ الَّتِىۡۤ اَخۡرَجَ لِعِبَادِهٖ وَالطَّيِّبٰتِ مِنَ الرِّزۡقِ​ؕ قُلۡ هِىَ لِلَّذِيۡنَ اٰمَنُوۡا فِى الۡحَيٰوةِ الدُّنۡيَا خَالِصَةً يَّوۡمَ الۡقِيٰمَةِ​ؕ كَذٰلِكَ نُفَصِّلُ الۡاٰيٰتِ لِقَوۡمٍ يَّعۡلَمُوۡنَ‏
English
Say (O Muhammad): 'Who has forbidden the adornment which Allah has brought forth for His creatures or the good things from among the means of sustenance?' Say: 'These are for the enjoyment of the believers in this world, and shall be exclusively theirs on the Day of Resurrection.' Thus do We clearly expound Our revelations for those who have knowledge.
Urdu
(Aey Muhammad), Insey kaho kisne Allah ki us zeenat ko haraam kardiya jisey Allah ne apne bandon ke liye nikala tha aur kisne khuda ki bakshi hui paak cheezein mamnu (forbidden) kardi? Kaho, yeh saari cheezein duniya ki zindagi mein bhi iman laney walon ke liye hain, aur qayamat ke roz to khaalisatan unhi ke liye hongi. Is tarah hum apni baatein saaf saaf bayaan karte hain un logon ke liye jo ilm rakhne waley hain