Question Category

Judgement Day ( قیامت کے بارے میں )

Will sinners be sent to heaven after being punished in hell for sometime?

کیا گناہ گاروں کو کچھ عرصہ جھنم میں سزا دے کر جنت میں داخل کردیا جائے گا؟

Surah Al-Baqarah: 2 - Ayah: 80
Arabic
وَقَالُوۡا لَنۡ تَمَسَّنَا النَّارُ اِلَّاۤ اَيَّامًا مَّعۡدُوۡدَةً ​ ؕ قُلۡ اَتَّخَذۡتُمۡ عِنۡدَ اللّٰهِ عَهۡدًا فَلَنۡ يُّخۡلِفَ اللّٰهُ عَهۡدَهٗۤ​ اَمۡ تَقُوۡلُوۡنَ عَلَى اللّٰهِ مَا لَا تَعۡلَمُوۡنَ‏
English
They say: “The Fire will certainly not touch us except for a limited number of days.” Say (to them): “Have you received a promise from Allah – for Allah never breaks His promise – or do you attribute to Allah something about which you have no knowledge?”
Urdu
Woh kehte hain ke dozakh ki aag humein hargiz choone wali nahin illa yeh ke chandh roz ki saza mil jaye to mil jaye. Inse pucho , kya tumne Allah se koi ahad le liya hai, jiski khilaf-warzi woh nahin kar sakta? Ya baat yeh hai ke tum Allah ke zimme daal kar aisi baatein kehdete ho jinke mutaaliq tumhein ilm nahin hai ke usne inka zimma liya hai? Aakhir tumhein dozakh ki aag kyun na chooeygi
Surah Al-Baqarah: 2 - Ayah: 81
Arabic
بَلٰى مَنۡ كَسَبَ سَيِّئَةً وَّاَحَاطَتۡ بِهٖ خَطِيْۤـــَٔتُهٗ فَاُولٰٓٮِٕكَ اَصۡحٰبُ النَّارِ​​ۚ هُمۡ فِيۡهَا خٰلِدُوۡنَ‏
English
Those who earn evil and are encompassed by their sinfulness are the people of the Fire, and there will they abide;
Urdu
Jo bhi badhi kamayega aur apni khata-kaari ke chakkar mein pada rahega, woh dozakhi hai aur dozakh hi mein woh hamesha rahega