Question Category

Shaitaan / Iblees ( شیطان / ابلیس )

What is that straight path that Iblees/shaitan challenged Allah to prevent us from following?

وہ سیدھا راستہ کونسا ہے جس پر ہم کو چلنے سے روکنے کا ابلیس/ شیطان نے اللہ کو دعوی کیا تھا؟

Surah Al-An'am: 6 - Ayah: 126
Arabic
وَهٰذَا صِرَاطُ رَبِّكَ مُسۡتَقِيۡمًا​ ؕ قَدۡ فَصَّلۡنَا الۡاٰيٰتِ لِقَوۡمٍ يَّذَّكَّرُوۡنَ‏
English
even though this way is the straight way of your Lord, and We have distinguished its signs to those who heed to admonition.
Urdu
Halaanke yeh raasta tumhare Rubb ka seedha raasta hai aur iske nishanaat un logon ke liye wazeh kardiye gaye hain jo naseehat qabool karte hain
Surah Al-Isra: 17 - Ayah: 9
Arabic
اِنَّ هٰذَا الۡقُرۡاٰنَ يَهۡدِىۡ لِلَّتِىۡ هِىَ اَقۡوَمُ وَ يُبَشِّرُ الۡمُؤۡمِنِيۡنَ الَّذِيۡنَ يَعۡمَلُوۡنَ الصّٰلِحٰتِ اَنَّ لَهُمۡ اَجۡرًا كَبِيۡرًا ۙ‏
English
Verily this Qur'an guides to the Way that is the Straight most. To those who believe in it, and do righteous works, it gives the good news that a great reward awaits them,
Urdu
Haqeeqat yeh hai ke yeh Quran woh raah dikhata hai jo bilkul seedhi hai. Jo log isey maan kar bhale kaam karne lagein unhein yeh basharat deta hai ke unke liye bada ajar hai