Question Category

Shameful Acts ( فحاشی یا بےحیائی )

Who attracts us towards Shameful Acts?

کون ہمیں فحاشی اور بے حیائی کے کاموں کی طرف مائل کرتا ہے؟

Surah Al-Baqarah: 2 - Ayah: 168
Arabic
يٰٓاَيُّهَا النَّاسُ كُلُوۡا مِمَّا فِى الۡاَرۡضِ حَلٰلًا طَيِّبًا  ۖ وَّلَا تَتَّبِعُوۡا خُطُوٰتِ الشَّيۡطٰنِؕ اِنَّهٗ لَـكُمۡ عَدُوٌّ مُّبِيۡنٌ‏
English
O people! Eat of the lawful and pure things in the earth and follow not in the footsteps of Satan. For surely he is your open enemy;
Urdu
Logon! Zameen mein jo halal aur paak cheezein hain unhein khao aur shaytan ke bataye huey raaston par na chalo, woh tumhara khula dushman hai
Surah Al-Baqarah: 2 - Ayah: 169
Arabic
اِنَّمَا يَاۡمُرُكُمۡ بِالسُّوۡٓءِ وَالۡفَحۡشَآءِ وَاَنۡ تَقُوۡلُوۡا عَلَى اللّٰهِ مَا لَا تَعۡلَمُوۡنَ‏
English
he only commands you to do evil and commit acts of indecency and to ascribe to Allah the things concerning which you have no knowledge (that He really is their source).
Urdu
Tumhein badhi(vice) aur fahash (indecency) ka hukum deta hai aur yeh sikhata hai ke tum Allah ke naam par woh baatein kaho jinke mutaaliq tumhein ilm nahin hai ke woh Allah ne farmayi hain
Surah Al-Baqarah: 2 - Ayah: 268
Arabic
اَلشَّيۡطٰنُ يَعِدُكُمُ الۡـفَقۡرَ وَيَاۡمُرُكُمۡ بِالۡفَحۡشَآءِ​ ۚ وَاللّٰهُ يَعِدُكُمۡ مَّغۡفِرَةً مِّنۡهُ وَفَضۡلًا ؕ وَاللّٰهُ وَاسِعٌ عَلِيۡمٌۚ  ۙۖ‏
English
Satan frightens you with poverty and bids you to commit indecency whereas Allah promises you His forgiveness and bounty. Allah is Munificent, All-Knowing.
Urdu
Shaytan tumhein muflisi (poverty) se darata hai aur sharmnaak tarz-e-amal ikhtiyar karne ki targeeb deta hai, magar Allah tumhein apni bakshish aur fazal ki umeed dilata hai, Allah bada farag-dast aur daana hai
Surah An-Nur: 24 - Ayah: 21
Arabic
يٰۤـاَيُّهَا الَّذِيۡنَ اٰمَنُوۡا لَا تَتَّبِعُوۡا خُطُوٰتِ الشَّيۡطٰنِ​ ؕ وَمَنۡ يَّتَّبِعۡ خُطُوٰتِ الشَّيۡطٰنِ فَاِنَّهٗ يَاۡمُرُ بِالۡـفَحۡشَآءِ وَالۡمُنۡكَرِ​ ؕ وَلَوۡلَا فَضۡلُ اللّٰهِ عَلَيۡكُمۡ وَرَحۡمَتُهٗ مَا زَكٰى مِنۡكُمۡ مِّنۡ اَحَدٍ اَبَدًا وَّلٰـكِنَّ اللّٰهَ يُزَكِّىۡ مَنۡ يَّشَآءُ​ ؕ وَاللّٰهُ سَمِيۡعٌ عَلِيۡمٌ‏ 
English
Believers! Do not follow in Satan's footsteps. Let him who follows in Satan's footsteps (remember that) Satan bids people to indecency and evil. Were it not for Allah's Bounty and His Mercy unto you, not one of you would have ever attained purity. But Allah enables whomsoever He wills to attain purity. Allah is All- Hearing, All-Knowing.
Urdu
Aey logon jo iman laye ho, shaytan ke nakshe qadam par na chalo, uski pairwi (jo) koi karega to woh usey fahash (indecency) aur badi (wickedness) hi ka hukum dega.Agar Allah ka fazal aur uska reham o karam tumpar na hota to tum mein se koi shaks paak na ho sakta, magar Allah hi jisey chahta hai paak kardeta hai, aur Allah sunnay wala aur jaanney wala hai