Question Category

Sunnat/Practice ( سنت یا طریقہ )

Has Allah talked about His Sunnat in Quran and if so has Allah kept His “Sunnat” or Practice similar for all times?

کیا اللہ نے قرآن میں اپنی سنت کا ذکر کیا ہے اور اگر ایسا ہے توکیا اللہ کی سنت ہر دور میں ایک ہی تھی؟

Surah Al-Isra: 17 - Ayah: 77
Arabic
سُنَّةَ مَنۡ قَدۡ اَرۡسَلۡنَا قَبۡلَكَ مِنۡ رُّسُلِنَا​ وَلَا تَجِدُ لِسُنَّتِنَا تَحۡوِيۡلًا‏
English
This has been Our Way with the Messengers whom We sent before you. You will find no change in Our Way.
Urdu
Yeh hamara mustaqil tareeqe-kar hai jo un sab Rasoolon ke maamle mein humne barta hai jinhein tumse pehle humne bheja tha, aur hamare tareeqe-kar mein tum koi tagayyur (change) na paogey
Surah Al-Ahzab: 33 - Ayah: 38
Arabic
مَا كَانَ عَلَى النَّبِىِّ مِنۡ حَرَجٍ فِيۡمَا فَرَضَ اللّٰهُ لهٗ ؕ سُنَّةَ اللّٰهِ فِى الَّذِيۡنَ خَلَوۡا مِنۡ قَبۡلُ ؕ وَكَانَ اَمۡرُ اللّٰهِ قَدَرًا مَّقۡدُوۡرَا  ۙ‏
English
There could be no hindrance to the Prophet regarding what Allah ordained for him. Such has been Allah's Way (with the Prophets) who went before. Allah's command is a decree firmly determined.
Urdu
Nabi par kisi aisey kaam mein koi rukawat nahin hai jo Allah ne uske liye muqarrar kardiya ho. Yahi Allah ki sunnat un sab ambiya (prophets) ke maamle mein rahi hai jo pehle guzar chuke hain aur Allah ka hukum ek qataii tai-shuda faisla hota hai
Surah Al-Ahzab: 33 - Ayah: 62
Arabic
سُنَّةَ اللّٰهِ فِى الَّذِيۡنَ خَلَوۡا مِنۡ قَبۡلُۚ وَلَنۡ تَجِدَ لِسُنَّةِ اللّٰهِ تَبۡدِيۡلًا‏
English
This has been Allah's Way with those who have gone before, and you shall find no change in Allah's Way.
Urdu
Yeh Allah ki sunnat hai jo aisey logon ke maamle mein pehle se chali aa rahi hai, aur tum Allah ki sunnat mein koi tabdili na paogey