Question Category

About Believer ( مومن کے بارے میں )

Does 2nd Duty of Eeman Wala (Believer) is: to seek Allah’s help only through patience and salat?

کیا دوسری ذمہ داری ایمان والوں کی یہ ہے کہ: وہ اللہ کی مدد صرف صبر اور صلواۃ سے مانگیں؟

Surah Al-Baqarah: 2 - Ayah: 153
Arabic
يٰٓاَيُّهَا الَّذِيۡنَ اٰمَنُوا اسۡتَعِيۡنُوۡا بِالصَّبۡرِ وَالصَّلٰوةِ ؕ اِنَّ اللّٰهَ مَعَ الصّٰبِرِيۡنَ‏
English
Believers! Seek help in patience and in Prayer; Allah is with those that are patient.
Urdu
Aey logon jo iman laye ho sabr aur namaz se madad lo, Allah sabr karne walon ke saath hai
Surah Al-Baqarah: 2 - Ayah: 154
Arabic
وَلَا تَقُوۡلُوۡا لِمَنۡ يُّقۡتَلُ فِىۡ سَبِيۡلِ اللّٰهِ اَمۡوَاتٌ ؕ بَلۡ اَحۡيَآءٌ وَّلٰـكِنۡ لَّا تَشۡعُرُوۡنَ‏
English
And do not say of those who are killed in the way of Allah that they are dead; they are alive even though you have no knowledge of their life.
Urdu
Aur jo log Allah ki raah mein maarey jayein unhein murda na kaho, aisey log to haqeeqat mein zinda hain, magar tumhein unki zindagi ka shaoor nahin hota
Surah Al-Baqarah: 2 - Ayah: 155
Arabic
وَلَـنَبۡلُوَنَّكُمۡ بِشَىۡءٍ مِّنَ الۡخَـوۡفِ وَالۡجُـوۡعِ وَنَقۡصٍ مِّنَ الۡاَمۡوَالِ وَالۡاَنۡفُسِ وَالثَّمَرٰتِؕ وَبَشِّرِ الصّٰبِرِيۡنَۙ‏
English
We shall certainly test you by afflicting you with fear, hunger, loss of properties and lives and fruits. Give glad tidings, then, to those who remain patient;
Urdu
Aur hum zaroor tumhein khauf o khatar , faaqa kashi (bhook), jaan o maal ke nuqsanaat aur aamadaniyon ke ghatey(nuqsaan) mein mubtila karke tumhari aazmaish karenge
Surah Al-Baqarah: 2 - Ayah: 156
Arabic
الَّذِيۡنَ اِذَآ اَصَابَتۡهُمۡ مُّصِيۡبَةٌ  ۙ قَالُوۡٓا اِنَّا لِلّٰهِ وَاِنَّـآ اِلَيۡهِ رٰجِعُوۡنَؕ‏
English
those who when any affliction smites them, they say: “Verily, we belong to Allah, and it is to Him that we are destined to return.”
Urdu
In halaat mein jo log sabr karein aur jab koi museebat padey to kahein ke : “ hum Allah hi ke hain aur Allah hi ki taraf humein palat kar jana hai”
Surah Al-Baqarah: 2 - Ayah: 157
Arabic
اُولٰٓٮِٕكَ عَلَيۡهِمۡ صَلَوٰتٌ مِّنۡ رَّبِّهِمۡ وَرَحۡمَةٌ​ وَاُولٰٓٮِٕكَ هُمُ الۡمُهۡتَدُوۡنَ‏
English
Upon them will be the blessings and mercy of their Lord, and it is they who are rightly guided.
Urdu
Unhein khush-khabri dedo unpar unke Rubb ki taraf se badi inayat hogi, uski rehmat unpar saya karegi aur aisey hi log raast-ro hain