Question Category

About Allah ( اللہ کے بارے میں )

Does Allah communicates with us through the Quran and replies to our prayers through the quran?

کیا اللہ ہم سے قران کے ذریعے سے رابطہ کرتے ہیں اور ہماری دعاؤں کا قران کے ذریعے سے جواب دیتے ہیں؟

Surah Al-Baqarah: 2 - Ayah: 186
Arabic
وَاِذَا سَاَلَـكَ عِبَادِىۡ عَنِّىۡ فَاِنِّىۡ قَرِيۡبٌؕ اُجِيۡبُ دَعۡوَةَ الدَّاعِ اِذَا دَعَانِ فَلۡيَسۡتَجِيۡبُوۡا لِىۡ وَلۡيُؤۡمِنُوۡا بِىۡ لَعَلَّهُمۡ يَرۡشُدُوۡنَ‏
English
(O Muhammad), when My servants ask you about Me, tell them I am quite near; I hear and answer the call of the caller whenever he calls Me. Let them listen to My call and believe in Me; perhaps they will be guided aright.
Urdu
(Aur aey Nabi)! Mere bandey agar tumse mere mutaaliq puchein, to unhein bata do ke main unse kareeb hi hoon, pukaarne wala jab mujhey pukarta hai, mai uski pukaar sunta aur jawab deta hoon, lihaza unhein chahiye ke meri dawat par labbaik kahein aur mujhpar iman layein, yeh baat tum unhein suna do, shayad ke woh raah e raast paa lein
Surah Ash-Shuraa: 42 - Ayah: 51
Arabic
وَمَا كَانَ لِبَشَرٍ اَنۡ يُّكَلِّمَهُ اللّٰهُ اِلَّا وَحۡيًا اَوۡ مِنۡ وَّرَآىٴِ حِجَابٍ اَوۡ يُرۡسِلَ رَسُوۡلًا فَيُوۡحِىَ بِاِذۡنِهٖ مَا يَشَآءُ​ؕ اِنَّهٗ عَلِىٌّ حَكِيۡمٌ‏
English
It is not given to any human being that Allah should speak to him except through revelation, or from behind a veil, or that a messenger (an angel) be sent to him who reveals to him by Allah's leave whatever He wishes. He is All-High, Most Wise.
Urdu
Kisi bashar (Insaan) ka yeh muqaam nahin hai ke Allah us se ru-baru baat karey, uski baat ya to wahee (isharey/ revelation) ke taur par hoti hai, ya purday ke piche se, ya phir woh koi paigaambar (farishta) bhejta hai aur woh uske hukum se jo kuch woh chahta hai, wahi karta hai. Woh bartar aur Hakeem(wise) hai
Surah Ash-Shuraa: 42 - Ayah: 52
Arabic
وَكَذٰلِكَ اَوۡحَيۡنَاۤ اِلَيۡكَ رُوۡحًا مِّنۡ اَمۡرِنَا​ ؕ مَا كُنۡتَ تَدۡرِىۡ مَا الۡكِتٰبُ وَلَا الۡاِيۡمَانُ وَلٰـكِنۡ جَعَلۡنٰهُ نُوۡرًا نَّهۡدِىۡ بِهٖ مَنۡ نَّشَآءُ مِنۡ عِبَادِنَا​ ؕ وَاِنَّكَ لَتَهۡدِىۡۤ اِلٰى صِرَاطٍ مُّسۡتَقِيۡمٍۙ‏ 
English
Even so We revealed to you, (O Prophet), a spirit by Our command. (Ere to that) you knew neither what the Book nor what the faith was. But We made that spirit a light whereby We guide those of Our servants whom We please to the Right Way. Surely you are directing people to the Right Way,
Urdu
Aur isi tarah (aey Muhammad s.a.s) humne apne hukum se ek rooh tumhari tarf wahee ki hai. Tumhein kuch pata na tha ke kitaab kya hoti hai aur Imaan kya hota hai, Magar us rooh ko humne ek roshni bana diya jissey hum raah dikhate hain apne bandon mein se jisey chahte hain. Yaqeenan tum seedhey raaste ki taraf rehnumayi kar rahey ho