Al-Ma'un

Surah 107

107 surah

اَرَءَيۡتَ الَّذِىۡ يُكَذِّبُ بِالدِّيۡنِؕ‏ ١

Did you see him who gives the lie to the Reward and Punishment of the Hereafter?

— A. Maududi (English Tafhim commentary)

Tum ne dekha us shaks ko jo aakhirat ki jaza va saza ko jhutlata hai

— Abul Ala Maududi (Roman Urdu)

فَذٰلِكَ الَّذِىۡ يَدُعُّ الۡيَتِيۡمَۙ‏ ٢

Such is the one who repulses the orphans away,

— A. Maududi (English Tafhim commentary)

Wahi to hai jo yateem ko dhakkey deta hai

— Abul Ala Maududi (Roman Urdu)

وَ لَا يَحُضُّ عَلٰى طَعَامِ الۡمِسۡكِيۡنِؕ‏ ٣

and urges not the feeding of the needy.

— A. Maududi (English Tafhim commentary)

Aur miskeen ka khana dene par nahin uksata

— Abul Ala Maududi (Roman Urdu)

فَوَيۡلٌ لِّلۡمُصَلِّيۡنَۙ‏ ٤

Woe, then, to those who pray,

— A. Maududi (English Tafhim commentary)

Phir tabahi hai un namaz padhne walon ke liye

— Abul Ala Maududi (Roman Urdu)

الَّذِيۡنَ هُمۡ عَنۡ صَلَاتِهِمۡ سَاهُوۡنَۙ‏ ٥

but are heedless in their Prayers,

— A. Maududi (English Tafhim commentary)

Jo apni namaz se gaflat barat-tey hain

— Abul Ala Maududi (Roman Urdu)

الَّذِيۡنَ هُمۡ يُرَآءُوۡنَۙ‏ ٦

those who do good (in order) to be seen,

— A. Maududi (English Tafhim commentary)

Jo riya-kaari(dikhawa) karte hai

— Abul Ala Maududi (Roman Urdu)

وَيَمۡنَعُوۡنَ الۡمَاعُوۡنَ‏ ٧

and deny people the articles of common necessity.

— A. Maududi (English Tafhim commentary)

Aur maamuli zarurat ki cheezen (logon ko) dene se gurez karte hai

— Abul Ala Maududi (Roman Urdu)