Ad-Duhaa

Surah 93

093 surah

وَالضُّحٰىۙ‏ ١

By the bright forenoon,

— A. Maududi (English Tafhim commentary)

Kasam hai rozey roshan ki

— Abul Ala Maududi (Roman Urdu)

وَالَّيۡلِ اِذَا سَجٰىۙ‏ ٢

and by the night when it covers the world with peace:

— A. Maududi (English Tafhim commentary)

Aur raat ki jabke woh sukoon ke saath taari ho jaye

— Abul Ala Maududi (Roman Urdu)

مَا وَدَّعَكَ رَبُّكَ وَمَا قَلٰىؕ‏ ٣

(O Prophet), your Lord has neither forsaken you, nor is He displeased.

— A. Maududi (English Tafhim commentary)

(Aey nabi) tumharey Rubb ne tumko hargiz nahin chodha aur na woh naraaz hua

— Abul Ala Maududi (Roman Urdu)

وَلَـلۡاٰخِرَةُ خَيۡرٌ لَّكَ مِنَ الۡاُوۡلٰىؕ‏ ٤

Indeed what is to come will be better for you than what has gone by.

— A. Maududi (English Tafhim commentary)

Aur yaqeenan tumhare liya baad ka daur pehle daur se behtar hai

— Abul Ala Maududi (Roman Urdu)

وَلَسَوۡفَ يُعۡطِيۡكَ رَبُّكَ فَتَرۡضٰىؕ‏ ٥

Verily your Lord will soon give you so amply that you will be well-pleased.

— A. Maududi (English Tafhim commentary)

Aur anqareeb tumhra Rubb tumko itna dega ke tum khush ho jaogey

— Abul Ala Maududi (Roman Urdu)

اَلَمۡ يَجِدۡكَ يَتِيۡمًا فَاٰوٰى‏ ٦

Did He not find you an orphan and then gave you shelter?

— A. Maududi (English Tafhim commentary)

Kya usne tumko yateem nahin paya aur phir thikana faraham kiya

— Abul Ala Maududi (Roman Urdu)

وَوَجَدَكَ ضَآ لًّا فَهَدٰى‏ ٧

Did He not find you unaware of the Right Way, and then directed you to it?

— A. Maududi (English Tafhim commentary)

Aur tumhey nawaqif-e-raah paya aur phir hidayat bakshi

— Abul Ala Maududi (Roman Urdu)

وَوَجَدَكَ عَآٮِٕلًا فَاَغۡنٰىؕ‏ ٨

And did He not find you in want, and then enriched you?

— A. Maududi (English Tafhim commentary)

Aur tumhein nadaar(in want) paya aur phir maldar kar diya

— Abul Ala Maududi (Roman Urdu)

فَاَمَّا الۡيَتِيۡمَ فَلَا تَقۡهَرۡؕ‏ ٩

Therefore, be not harsh with the orphan;

— A. Maududi (English Tafhim commentary)

Lihaza yateem par sakhti na karo

— Abul Ala Maududi (Roman Urdu)

وَاَمَّا السَّآٮِٕلَ فَلَا تَنۡهَرۡؕ‏ ١٠

and chide not him who asks,

— A. Maududi (English Tafhim commentary)

Aur saayil(maangne waley) ko na jhidko

— Abul Ala Maududi (Roman Urdu)

وَاَمَّا بِنِعۡمَةِ رَبِّكَ فَحَدِّثۡ‏ ١١

and proclaim the bounty of your Lord.

— A. Maududi (English Tafhim commentary)

Aur apne Rubb ki niyamt ka izhar karo

— Abul Ala Maududi (Roman Urdu)